Wardaat (Crime Show) on Samaa News – 22nd August 2012
Watch Latest Wardaat (Crime Show) on Samaa News – 22nd August 2012
Wardaat (Crime Show) on Samaa News - 22nd August 2012,Watch Latest Wardaat (Crime Show) on Samaa News – 22nd August 2012
Wardaat (Crime Show) on Samaa News - 22nd August 2012,
kehtay hain kay jab aurat jawab ho tau uss kee shadi kardo iss say pehlay kay jisam kee zaroortain uss ko batkaagain. farangion kee naqal karnay may ham itna aagay barh gayay hain aur taleem kay bahanay larkuin ko itna arsaa ghar bitha kar rakhtay hain kay majbooran woh aisay qadam utha lyti hain qusoor laal dupatay wallay kaaa nahe balkay moonchon wallay baap kaa hai jis nay beyti kee jawani kaa khayal nahee kiya aur biwi kay bhai kay betay kaa intezaar karta rahaa. yeh program unn larkuin kay maa baap kay moon par tamancha hai jo bachon kee zaroorton kaa khayal nahee rakhtay. Iss larkee par aafreen hai jis nay himmat kee aur bohut see larkuin kaa issue saamnay layee. naa janay kitni mazloom larkuin sisak sisak kar apni qudratee zaroortain poori naa honay par mar rahee hain. kitni kay maa baap unn kee shadi nahee kartay kay ghar say eik kaam waali chalee jayay gee, kitni iss liye nahee kartay kay beti kee salary kay paisay naa ruk jayain. bohut say paoon dabanay waali, khaana pakanay waali ko khona nahee chahtay. socho tau beyti eik complete maasee, ghar challay waali hoti hai jis par bharosa karsaktay hain tau koyee kuin itni asaani say janay dey. tuuf hai aisay maa baap par aur aafreen itni himat waali larkuin par. meyra salam hai
Allah kee lanat hay iss red suit wali orat peh..is ko deen batoo..Nikah meen wali alamar joo keh bap,bhai,uncle hoota hay, woh kiss liyy hoota hay..iss liyy keh woh normal hoty heen oor door kee sochty heen..jab keh muhabat karny waly khali jazbat say keel rahy hooty heen…humeen apny culture or deen ko mazbooti say nibhana hoo gaa.Allah hum sub ki azateen aman meen rakhy.Amin