sawaal hai pakistan ka on aaj news – 4th august 2012



sawaal hai pakistan ka on aaj news – 4th august 2012

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 10.0/10 (1 vote cast)
sawaal hai pakistan ka on aaj news - 4th august 2012 , 10.0 out of 10 based on 1 rating

2 Comments Leave your comment

  1. Yasir Rizwan says:

    Assalaam-0-aliekum..

    Ager ham log etny he naa ehal hain to…….Pakistan ko direct Amreca ko patty pe dy do ..for next 10 years..

    yoon to sab kuch kab ka Amrecan based hai…..

    Nojwaaan yaqeenana tabdeeeli laaen gy…

    andheir nagri chopat raaj……ye hai aaj ka Pakistan..

    haqeeqat ko kehna aor ….sunna ….asaaan kaam nahi…

    aor es sy bi ziyaada muskil haqeeqt ki raah per chalna hai…

    ab shyed waqat guzar chuka taqaaareer aor tabsaron ka…..

    simple…..method …khawaaas mukaao ..pakistan bachaao…

    keun-ke- wohi qatl bi kary wohi ly sawab ultaa

    keun aaj tak siraf gareeb he mer rehy hain pakistan main…..?

    jab pakistan sab ka hai ..to merty siraf gareeb he keun?

    youth sy request hai ky….

    ager tabdeeli laani hai to es dafa PTI ko zaroor moqa milnaa chaahiye…

    mayaar ye hai ky…PTI mojooda political parties main sab sy kam buri jamaat hai.

    Allah ham sab ko feham aor door andeshi sy nawaazy…..jo pakistan ky haq main aor muslims ky haq main baherhaal behter ho.Ameen.

  2. iampatel says:

    TAALIM ,,,,,SIRF TAALIM NAHUN, RIGHT TAALIMTOP TAK QURAN …AUR RIGHT TIME SE MURAAD TOP LEVEL TAQ JAHAN SE DOCR[TOR NU]IKALTE HAIN…PROFESORS NIKALTE HAIN…PHYSITS NIKALTE HS]AIN…ENGINEERS NIKALTE HAIN…TOP TAQ AGAR QURAB KA SUBJECT HI NAA RAHA TO YE SAB JO NIKLENGE VO KISI KAAM KE NAHIN HONGE…TO VO SAB WAISE HI HONGE JAISE HAM AAJ PARLAMENT MAIN DEKH RAHE HAIN..

Leave a Reply

You must be logged in to post a comment, Register a free Account Now