Woh Kiya Hai – 21st July 2012 on Express News
Watch Latest Show Woh Kiya Hai – 21st July 2012 on Express News
Woh Kiya Hai - 21st July 2012 on Express News,Watch Latest Show Woh Kiya Hai – 21st July 2012 on Express News
Woh Kiya Hai - 21st July 2012 on Express News,
Sub drama hai
theek hay sari batain theek hain BUT in ka HALLLLLLLLLLLLL
chootiya program.
July-23-2012
it is very scary and real Allah ap logon ki hifazut keray or please ayatul kursi ko perain or suratul baqra ki ghar main telawat kerain bayshuk Allah hifazat kernay wala hain.
apna kayal rukain hum app kay leyeh dua kersuktay hain Allah ap or dunya kay sub logon ko hifzo-aaman main rukay…AMEEN.
Best regards
Ahmed
kia drama hay yeh..aplog yateem ho apke ghar mein koi nahy kiya…aur jab app kisi dosary ko call kertey ho uske baad ap jisko call kertey ho uske sath sceen hojata …paranormal activity 2012 hay kiya
yar 1 bat tu mano sub. bhalay jitna b bura lagta ho humain ye programe par phir b daikhtay zaror hain. why is that?
Ye Program bohot zabardast hai es ko jaari rehna chahiye…
Yeh sub drama hai. Iss field main yeh larkie khud ko Midium kehti thi jab ke iss ko hauntings ki ABC bhi nahi aati. Aur yeh sub dramey baazi sirf haoks hai jiss ko urdu main kehtey shobday baazi.
us din to bary mamy ban rahy thy ab pata chala ye bachu ka khail nae bugto ab…
bed kay neechay iski ami jaan ka dost chuppa howa hai
hahahahah bc pagal samjhtay hain..
tobaaaa yar, Sajjad nay kitni mehnat say iss program ka naaam banaya tha, inn logon nay sab bar-baad kar diya, inti buri acting to 100 rupay lainay wala bhi naihn karta hahaha…
zubair kay room main jin ka shadow aisa tha jaisay woh aik aur lark Sooofi hai :d toba yar.. yeh program ab sirf comedy kay liye daikha karo…
zubair kay room main jab woh pad achanak say ruk jata hai tu daikho zubair kitna mota ho jata ha
hahah inko to sahi tareekay say editing bhi nahin ati hai…
sab bari baari acting kay baad doosray ko phone karta hain muhaa haaa muuu haaa hahahaha innn say acha tu tom & jerry hai
bilkul thek kaha.is larki ko sch much me ksi din jin ml gya na to ise lg pta jai ga.fasion ase kr k ati hai jse mamu ki shadi hai.drame baz hain sb.bilkul film ki trha jin ata hai is show me.phl aik k pas thn wo js ko cal krta hai jin b us k pas chla jta hai.lgta hai jin ne kafi horrer movies dakhi hain,,,,,,,,,,,,bakwas kr dya hai is show k
safe pata chal raha hey drama kar rahe hey lolz kuche hey tera abu hey kuche hey lolz
hahahaha Ifti, kasam say meray mooon ki baatu cheen li tumnay :d mainay aik baar pehlay yahi likha tha leikin shayad admin ko yeh program acha lagta hai, usmay remove kar diya tha haha..
Kuch hay ? tera papa hai sa-lay hahah